Zindagi milee hame khude se,
Dua karo ye guzre pyaar se
Na karo yun shikwe- shikayate..
Lado na yun apne hee khoon se;
Thak jaoge tum ant se pehle -
Ab to baat maano ekraar se;
Kya tumne kabhi socha tha ?
ik din aisa aayega ;
Laaye thaey jise duniya mein
Seench ke apne hee khoon se
Tumse hee voh juda ho jayega;
Jaane bhee do eis aham ko;
Na yeh kaam aayega
Eis tarah to khoon, khoon se-
Aur bhee duur ho jayega !!
(1999)
Gaur Mukta
a total bliss
Wednesday, July 28, 2010
MANZAR .......!!!!!!!!!!
Bayabaan syaah raat mein jagmagaate jugnu
Jaise falak se sitarein utre hon zameen pe;
Ae khuda hua jo tu itnaa meherbaan ,
Aaya paas manzar mere , dekha jo kabhi door se -
Kaise karein tujhse ab shikwa o gila ;,
Milte na jo mujhe naseeb mein kaheen
Dikhayee aaj diye behad kareeb se!!!
Jaise falak se sitarein utre hon zameen pe;
Ae khuda hua jo tu itnaa meherbaan ,
Aaya paas manzar mere , dekha jo kabhi door se -
Kaise karein tujhse ab shikwa o gila ;,
Milte na jo mujhe naseeb mein kaheen
Dikhayee aaj diye behad kareeb se!!!
Tuesday, July 27, 2010
Wafaa....
Hame kasam hai us Khuda ki ;
hum mayoos na honge
zindagi tum kar lo hairaan ;
palkein bhichaye baetheinge umr guzarne -talak
kab tak na aayegi roshni bahare -chilman se
uf na kareinge
har aah saheinge
sath hai tera jaane -mehboobi
kab talak na milegi wafa
kab tak raheinge mehroom ;
Wo to khud ko khuda samajh baethey
par insaan se bhi kamzor nikle !
karte hain ibaadat hum bhi ,
Butparasti bhi
hai yakeen dagaaphul na hoga ,
shaa mein -umr hone tak
Kabhi to sharminda hoge khud pe ,
pashe-ma karmonsitam pe
hoge yakeenan bechain ,
Neendo se uthoge chOnk ke,
Tumne Khuda banna chaha tha ,
pehle insaan to ban jaate !!
kar lo hairaan zindagi ,
kabhi to wafa karoge.
hum mayoos na honge
zindagi tum kar lo hairaan ;
palkein bhichaye baetheinge umr guzarne -talak
kab tak na aayegi roshni bahare -chilman se
uf na kareinge
har aah saheinge
sath hai tera jaane -mehboobi
kab talak na milegi wafa
kab tak raheinge mehroom ;
Wo to khud ko khuda samajh baethey
par insaan se bhi kamzor nikle !
karte hain ibaadat hum bhi ,
Butparasti bhi
hai yakeen dagaaphul na hoga ,
shaa mein -umr hone tak
Kabhi to sharminda hoge khud pe ,
pashe-ma karmonsitam pe
hoge yakeenan bechain ,
Neendo se uthoge chOnk ke,
Tumne Khuda banna chaha tha ,
pehle insaan to ban jaate !!
kar lo hairaan zindagi ,
kabhi to wafa karoge.
Tazurbe ,......
Zindagi ek dard
jise sahna mushkil,
zindagi ek kannte ke muafik,
jiski chubhan
har lamha, ek nayee
manzil ki or
chalne ka ahsas karati......
(1984)
Zindagi mein insaan ko na jaane
Kitni rahon se guzarna padta hai
Wo sangdil rahein , wo mushkilein ,wo shak ki nighaein
Aur phir;
Unse peecha chudhao bhi to
Ek baar phir
Usi modh pe jake pahunch jaata hai
Wo khamoshi , wo intazaari ,wo raahtaki .
(1984)
Do pal ki zindagi
ek pal ki intzaari
bacha samay
samajhne samjhaane mein .
(1984)
Muhabbhat , ekraar ,pyaar
ek ahsaas , alag- alag naam
ek roop , alag- alag rang,
kisi ko khokar ho;
Ya -
kisi ko apna kar.
(1984)
Reh gayeen bateein , beeti bateein ,
chulbuli bateein , wo mutmayeen rateein ,
guzre pal , khamosh pal ,
har pal ,kal - kal ,
Toota tasubur , bhikhri yadeein
Adhoori bateein , ankahi rateein .
(1984)
Zindagi mein ek thokar lagi
Aaeeyana choor-choor gaya
Chehra surkh lahoo jum sa gaya
Aaj wo arz kartein hain,
Hum paraye hue,
Aaj humko hi hamara sabab mil gaya .
(1991)
Wo bachpan ki yaadein
wo machalna , ithlana
Yaad aa aa jaata hai
Apne paraye ho jaane ke sath -sath.
(1991)
Kash ! wo kuch to sochte
apne hee dastkaari numayinde
ko paraye karne se pehle .
(1991)
jise sahna mushkil,
zindagi ek kannte ke muafik,
jiski chubhan
har lamha, ek nayee
manzil ki or
chalne ka ahsas karati......
(1984)
Zindagi mein insaan ko na jaane
Kitni rahon se guzarna padta hai
Wo sangdil rahein , wo mushkilein ,wo shak ki nighaein
Aur phir;
Unse peecha chudhao bhi to
Ek baar phir
Usi modh pe jake pahunch jaata hai
Wo khamoshi , wo intazaari ,wo raahtaki .
(1984)
Do pal ki zindagi
ek pal ki intzaari
bacha samay
samajhne samjhaane mein .
(1984)
Muhabbhat , ekraar ,pyaar
ek ahsaas , alag- alag naam
ek roop , alag- alag rang,
kisi ko khokar ho;
Ya -
kisi ko apna kar.
(1984)
Reh gayeen bateein , beeti bateein ,
chulbuli bateein , wo mutmayeen rateein ,
guzre pal , khamosh pal ,
har pal ,kal - kal ,
Toota tasubur , bhikhri yadeein
Adhoori bateein , ankahi rateein .
(1984)
Zindagi mein ek thokar lagi
Aaeeyana choor-choor gaya
Chehra surkh lahoo jum sa gaya
Aaj wo arz kartein hain,
Hum paraye hue,
Aaj humko hi hamara sabab mil gaya .
(1991)
Wo bachpan ki yaadein
wo machalna , ithlana
Yaad aa aa jaata hai
Apne paraye ho jaane ke sath -sath.
(1991)
Kash ! wo kuch to sochte
apne hee dastkaari numayinde
ko paraye karne se pehle .
(1991)
" Ek Mannat "
Kyu hai kashmkash, Kyu hain sawaal par sawaal ;
Hain kyu raahein ubad - khabad ;
Milte nahi jawaab;
Chal rahein hain kabse chalte hi ja rahein hain,
Deekha hi nahi padaow;
Pal bhar ki chaon paeee
Adhure hi rahe khawab ;
Tapish ki tap sahne ke liye
Phir se hum nikal pade
Ae Khuda tu de hi de
Ankhen moonde,mere jawaab;
Talaash ko ho ab ant ;
Ho kashmkash khatm;
karein ab to mahphoos -
Dhoop aur baarish se;
Zamaane ki sangdili se;
Bas phir na hum yun chalenge;
Hum to bas basenge !
hum to bas basenge.
Hain kyu raahein ubad - khabad ;
Milte nahi jawaab;
Chal rahein hain kabse chalte hi ja rahein hain,
Deekha hi nahi padaow;
Pal bhar ki chaon paeee
Adhure hi rahe khawab ;
Tapish ki tap sahne ke liye
Phir se hum nikal pade
Ae Khuda tu de hi de
Ankhen moonde,mere jawaab;
Talaash ko ho ab ant ;
Ho kashmkash khatm;
karein ab to mahphoos -
Dhoop aur baarish se;
Zamaane ki sangdili se;
Bas phir na hum yun chalenge;
Hum to bas basenge !
hum to bas basenge.
Enough Is Enough
When is enough Enough ?
Silence long stretchful...
Pain numb...recurring;
Sighs ocean deep;endless.
Deep red wounded hearts; scaly;
Scarring one forever-
Enduring all through life's summer
Thus life moves on ;
Shallow, empty from morn to eve;
only to sleep and eat ; Oh ! yes
It lures one to be a little thrifty ;
Once in a while,
Otherwise;
It's one big burden ; too wholesome-
Throw into the waters as a waste
Watch it rise,
As the dirty froth- unwanted; undesirable
Often enough is never enough !
Pain to be swallowed much more,
Strength to be awakened gradually;
Build it up !
For enough is never Enough .
Silence long stretchful...
Pain numb...recurring;
Sighs ocean deep;endless.
Deep red wounded hearts; scaly;
Scarring one forever-
Enduring all through life's summer
Thus life moves on ;
Shallow, empty from morn to eve;
only to sleep and eat ; Oh ! yes
It lures one to be a little thrifty ;
Once in a while,
Otherwise;
It's one big burden ; too wholesome-
Throw into the waters as a waste
Watch it rise,
As the dirty froth- unwanted; undesirable
Often enough is never enough !
Pain to be swallowed much more,
Strength to be awakened gradually;
Build it up !
For enough is never Enough .
POKING
Well as the title suggests , it can be so pinching ! yes this is what I am trying to convey through this small write up . Isn't it amazing we have all the time in the world to pry into somebody's life. XYZee has not done his/hers work or maybe there's something wrong with the relationship there we go beserk spilling it all out . Do we really care for anyone's feeling? All we concentrate is our maximum advantage and the euphoric thrill that accompanies it . Somewhere we are besotted with the game of who's one up .In the process we end up spreading bitterness around us . Poking comes in varied forms , it could range from a simple needling to the extent of going through a harrowing experience of facing embarrassment and self humiliation . So much so that , if one doesnot keep his defences ready then he/she may keep falling victim to the prey ! How do we go about treating it ? Well in my opinion , the best way would be , not to give any opportunity to these POKERS We will have to be on guard from these onlookers who behave very sweet and sugary
Subscribe to:
Posts (Atom)